Uss din bhi udaas tha
Aur aaj bhi udaas hu
Tab baat na karne ka gham tha
Abb yaad aane se majnu ki tarah phir raha hu
Pehle din bhar baat karti thi
Phir din ba din Kam karne lagi
Abb haftu k baad yaad karti hai
Lagta hai shayad mujhe hee itwaar sahi Karli
Abb meri iltija suno mujhe kabhi yaad mat karna
Jiski aaj ho usski hamaisha qadar karna
Abb tanhayi se khushi lagti hai
Aapke hee bewafai se aaj shayir banke khada hu
Tum wapas aana nahi chahti
Per apni zaroorat samajhti ho
Kahi Amir khudkashi na karle
Aur duniya mai badnaam mai hojawu
No comments:
Post a Comment
Thanks for visiting our website